Jahan main aur aap abhi tak 1000 subscriber aur 4000 ghante ka watch time plus community guidelines Strike ko complete karne per monetization enable Hota tha
abhi YouTube vahan per Char option kar Diye chautha option two step verification ka hai
ji han Agar aapki channel par two step verification activate hoga tabhi Aapka Channel monetize Hoga anyatha Aapka Channel monetize Nahin hoga
How to activate two step verification in YouTube
Google mein 2 step verification activate karne ke liye sabse pahle aapko apne mobile Google assistant app ko open karna hoga
Google app ko open karne ke bad top corner right hand side aapko profile icons show Karega aapko use icon per per click karna hai
Uske bad aapke pass manage my Google account ka option dikhega manage my Google account per click karne ke bad
Uske bad aapka Google account Khol jaega Uske bad aapko security option per click karna hai
Security ke option per click karne ke bad aapko 2 step verification third number par dikhega use per aapko click karna hai
Two step verification per click karne ke bad Uske bad aapko Kuchh niche Ki t a r a h dikhega Uske bad aapko thoda sa Upar ki or scroll karna hai
Uske bad aapko get started per click karna hai
Uske bad aapko aapka account verification ke liye aapka password poochha jaega simply aapko Apne password daal dena hai
Uske bad aapko Kuchh Nahin Hai Ki Tarah hai interface dikhega aapko aap ki device ka naam dekhega aap kaun thoda sa Upar ki or scroll karna hai
Scroll karne ke bad aapko next per click karna hai
Aur aap ko apna mobile mein dalna hai mobile number dalne ke bad next per click karna
Aapko text message ke roop mein Ek OTP aaega jisse aapko niche Ki Tarah Dikhai gai box Mein Dal dena hai aur next ke icon per click karna hai
Uske bad aapko Apne YouTube ke monetization section mein jakar dekhna hai aapka two step verification green hoga to Aapka two step verification on ho gaya hai
Agar aapko Upar sahi se Samajh Mein Nahin a raha hai To Main niche video Dal de raha hun Jise aap sahi se samajh sakte hain